
pura din nikal gaya aur ab raat bhi aadhi guzarne wali hai,,,tum bahut door ho mujhse..magar wo kaun si dor hai jo tumko hamesha mujhse bandh kar rakhti hai...
aisa kya hai ki tumhare door hone par bhi tumhari nazdeeki ka ehsaas hota hai..
aisa kya hai jo tum tak mujhe le jata hai ya fir mujh tak tumko le aata hai...


No comments:
Post a Comment